My favourite music, or my favourite songs cannot be encompassed in a single article/post….so thought of breaking them up into many. And since currently I need some inspiration desperately, lemme begin this chain by listing out my favourite inspiring songs! So here I go…..
1) Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya…………..
Very soulful, meaningful and melodious! 🙂
Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya
2) Kisi ki muskurahaton pe ho nisaar…………..
The essence of fine living, in the purest sense! and a very hummable tune! 🙂
(Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar
Kisika dard mil sake to le udhaar
Kisike waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena issi ka naam hai) -2(Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hain) -2
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Jale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar
Jeena issi kaa naam hai
(Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hameen se naam pyaar ka) -2
Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayenge
Kisi ke aansuon mein muskuraayenge
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena issi kaa naam hai
Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar..
3) Khulke muskurale tu……….
Find more about this on my already posted article.
https://amruta.wordpress.com/2007/07/06/lyrics-that-have-touched-my-heart/
4) Kholo Kholo Darwaze
this song from TZP has an amazing comboof lyrics beats and music…very good for lifting your spirits!
Kholo Kholo Darwaze Parde Karo Kinare
Khuntey Se Bandhi Hai Hawa Mil Ke Chhudao Saare
Aajao Patang Leke Apney Hi Rang Leke
Aasmaan Ka Shamiyana Aaj Hamein Hai Sajana
Kyun Is Kadar Hairaan Tu Mausam Ka Hai Mehmaan Tu
O, Duniya Sajee Tere Liye Khud Ko Zara Pehchaan Tu
Tu Dhoop Hain Jham Se Bikhar
Tu Hai Nadee O Bekhabar
Beh Chal Kahin Ud Chal Kahin
Dil Khush Jahan Teri Toh Manzil Hai Wahin
O, Kyun Is Kadar Hairaan Tu
Mausam Ka Hai Mehmaan Tu………….
Baasi Zindagi Udaasi
Taazi Hasney Ko Raazi
Garma Garma Saari
Abhi Abhi Hai Utaari
O, Zindagi To Hain Batasha
Meethi Meethi Si Hai Aasha
Chakh Le Rakh Le Hatheli Se Dhak Le Ise
Tujh Mein Agar Pyaas Hai Baarish Ka Ghar Bhi Pass Hai
O, Roke Tujhe Koi Kyon Bhala Sang Sang Tere Aakash Hai
Tu Dhoop Hain Jham Se Bikhar
Tu Hai Nadee O Bekhabar
Beh Chal Kahin Ud Chal Kahin
Dil Khush Jahan Teri Toh Manzil Hai Wahin
Khul Gaya Aasmaan Ka Rasta Dekho Khul Gaya
Mil Gaya Kho Gaya Tha Jo Sitara Mil Gaya,Mil Gaya
O, Roshan Hui Saari Zameen
Jagmag Hua Saara Jahaan
Udne Ko Tu Azad Hai
Bandhan Koi Abh Hai Kahan!!
Tu Dhoop Hain Jham Se Bikhar
Tu Hai Nadee O Bekhabar
Beh Chal Kahin Ud Chal Kahin
Dil Khush Jahan Teri Toh Manzil Hai Wahin
O, Kyun Is Kadar Hairaan Tu Mausam Ka Hai Mehmaan Tu…….
5) Liye sapnein nigaahon me….
And ofcourse my favourite…..the song of eternal hope, aspiratons and inspirations!! 🙂
And ofcourse, my origginal idea 😉 , it can serve as an excellent title song for the movie version of Paulo Coelho’s best-seller “The Alchemist”, if at all it were to be made in Hindi! <pat my back pat my back!!> 😀
Liye sapne nigahon me, chala hoon teri rahon me
Zindagi aa raha hoon main
Kayi yaadon ke chehre hain, kayi kisse purane hain,
Teri sau dastane hain, tere kitne fasane hain.
Magar ik wo kahani hai, jo ab mujhko sunani hai
Zindagi aa…..
Mere haathon ki garmi se, bigar jayengi zanjeerein,
Mere kadmon ki aahat se, badal jayengi taqdeerein,
Umeedon ke diye lekar, ye sab tere liye lekar
Zindagi ….
Kabhi tujhko gila mujhse, kabhi mujhko shikayat hai,
Magar phirbhi tujhe meri, mujhe teri zaroorat hai,
Main ye iqraar karta hoon, main tujhse pyar karta hoon,
Zindagi …..
Like this:
Like Loading...